One of the best ways of saying 'Ramazan Mubarak' is by sending text messages. Read on to explore Ramadan Mubarak SMS.
Fundoo Times: SMS: Ramadan SMS

Ramadan SMS

Ramadan is the most venerated, blessed and spiritually-beneficial month of the Islamic year. In this holy month of Ramazan, Muslims participate in prayers, fasting, charity, and self-accountability. At the end of the month, they are rewarded with the sighting of moon that signifies 'Eid'. Here, we have compiled a collection of Ramadan SMS wishes. You can use them to say 'Ramazan Mubarak' to all your loved ones. Share these text messages with your friends and family members, throughout the holy month.
May the light that we celebrate at Ramadan
show us the way & lead us together on the
path of peace & social harmony
Wish you happy Ramadan Mubarak
As the crescent moon is sighted?
And the holy month of Ramadan beings?
May Allah bless you with happiness and
Grace your home with warmth & peace!
Na Rahe Ga Yeh Sada,
Kuch Hi Din Ka Mehman Hai,
Rahmat Se Bhar Lo Jholiyaan,
Aaya Mah-E-Ramazan Hai..!!
Duaon Main Mujhe Zaroor Yaad Rakhna!!
I Wish This Ramadan
You’re Gifted With Blessings Of Allah
And Many Treasured Moments Of Joy…!!
Welcome Ramadan
Walk humbly Talk politely
Dress neatly Treat kindly
Pray attentively and
Donate generously
May Allah bless & protect you!
Ya Allah
Ramadan Mubarak
Ke Ibtida hai
Hamay ziada se ziada
Nekian kamanay
Or buraiyon se dur
Hone ki toufeeq ata farma
Ameen
Ramadan Iftar
A glass of Care
A plate of Love
A spoon of Peace
A fork of Truth &
A bowl of Duaas
Mix with spices of Quraan.
Enjoy this Iftar.
Ramadan Mubarak!
Khusiya naseeb ho, jannat qareeb ho
Tu chahey jisse, wo tere qareeb ho
Kuch is tarha ho karam Allah ka
Makka aur madina ki, tujhe ziyarat naseeb ho
He is the one God;
The Creator, the Initiator, the Designer.
To him belong the most beautiful names
He is the Almighty, Most Wise.
Wishing you a blessed Ramadan!
Bezubanon ko jab wo zaban deta hai
Padhne ko phir wo quraan deta hai
Bakhshne pe aye jab ummat k gunahon ko
Tohfe mai gunahgaron ko Ramazan deta hai
Meaning of RAMZAN:
R - Roza rakho.
A - Allah se daro.
M - Masjid ko jao.
Z - Zakaat baanto.
A - Amal ache karo.
N - Namaz padho.
Ramzan Mubarak!
Gul ne gulshan se gul faam bheja hai,
Sitaroon ne asmaan se salam bheja hai,
Mubarak ho aapko Ramadan ka mahina,
Ye paigham hamne sirf apke naam bheja hai.
As the holy occasion of Ramadan is here
and the atmosphere is filled with
the spirit of mirth and love.
My Best wishes are for U!
Ramadan Mubarak!
Hadees pak mein hai,
Jis ne ramazan ke mahine main ek baar surah ikhlas padhi
Allah ne uske 50 saal ke gunah bakhsh diye
Ramadan Mubarak!
The holy month of Ramadan,
For all Muslims has begun.
Praising Allah through the day,
From dawn to dusk we fast and pray.
Ramadan Mubarak!
Aksar shaam ko aati hai,
falak se aawaz,
Sajda karti hai sehar jis ko,
Woh hai aaj ki Raat!
Happy Shab-e-Qadar!
Sardar: Roza rakho gay?
Pthan: Nahi
Sardar: Acha to taraviha parogay?
pathan:Mushkil hai
Sardar: Accha to phir iftari
Pathan: Yaara hum itna bhi khafir nahi hai
"Oh you who believe ! Fasting.
Is prescribed to you as it.
Was prescribed to those before you.
That you many learn piety and rightousness".
Jis ne Allah ki Rah me Aik dain ka Roza rakha to.
Allah us ke chehray ko Jahannam ki Aag se 70.
Saal ki musafat ke baraber door ker day ga.
Tasvir-E-Kainat Ka Aakaash Hai ALLAH
Dil Ko Jo Jgaa Dy Wo Ehsaas Hy ALLAH
Ae Banda-E-Momin Tera Dil Kyun Udaas Ha
Dil Se Zara Pukaar Tery Paas Hai ALLAH
Mufti Sahab Ne Ailaan Kya Hai
K Rozay Main Ek Cheez Kha Saktay Hain.
.
.
.
.
.
Main Bhi Khaa Raha Hon Aap Bhi Khaaen.
.
.
.
.
"Hawa"
Kitni Jaldi ye Arman Guzr jata hy

Pyas lagti nhi Iftar Guzar jata hy

Hum Gunahgaro ki Magfirat kr mere Allah

Ibadat hoti nhi 0r Ramadan guzar jata hy.
Ho Aap pe Ramzan ki hazaron barkatain
NAZIL
Na rahe Dil ek pal bhi ibadat se
GAFIL
Aapki har dua ho Qabool
KAMIL
Aur Un Duaon mai ek hum bhi hon
SHAMIL
May Allah Accept you every Dua on " This Night of Power"
And Shower his Countless Blessings upon you and your entire family.
Aameen!
Remember Me In Your Prayers
Mafhoom-E-Hadees:

“Rozadaar Ka Sona Ibadat Aur Us Ki Khamoshi Tasbeeh Karna

Aur Us Ki Dua Qabool Aur Us Ka Ammal Maqbool Hota Hai.”

(Ref: Shob-ul-Eeman)